Tuesday 20 June 2023

Bada Imambada, Bhool Bhulaiyaa Visit Lucknow ๐Ÿ˜



Lucknow เคฎें
  Bada Imambara Jane ka plan bana rahe Hain to badhiyan Hain. Sabse pahle apna bike ya car parking mein laga dein. Bina parking wali gadiyon ka chalan kat jata hai. Parking fees bahut nominal hai. Andar Jake aapko apna bag jama karna hota hai..jiska fees 5 rupees hai. Uske baad main entry ke liye apko ticket Lena padta hai. Aap combo pack bhi le sakte Hain aur single visit ka bhi. Jute chappal andar aap jama karwa sakte Hain. Bhool bhulaiyaa ka apna alag fun hai.lekin agar apko andhere se dar lagta hai to andar jane se bache.





















 

No comments:

Post a Comment