Social Media par kuch bhi likhne se pahle bahut soch samjh lena chahiye, kyonki bhale aaj apko aisi bhasa se dikkat na ho lekin future mein yadi aap acche jagah pahuch jate hain to kya pata inhi likhi hui bhasaon se baad mein apki chhavi kharab ho jaye...
Saurabh Dwivedi ne apni puraniyon galtiyon ke liye mafi to maang liya hai lekin ye jo hua unke sath..shayad kabhi na bhool payein..
Yadi aapne kahi bhi aisi bhasa ka prayog kiya hai to jake scrutiny kar hi lein..