21.3.25

JCB 💛♥️💛♥️💛♥️😎

Monayush ✨🧿♥️🫰💕😘😍

King 👑 Surya 🫰✨🧿🫰♥️😎

HMT QUARTZ ✨😊🫰♥️🕉️

Write a message to YouTube for recovering old YouTube channel due to copyright strike termination.

Subject: Appeal for recovery of Terminated YouTube Channel -
 [Ayush Vlogs] - [ https://www.youtube.com/AyushJaiswal12 ] 

Dear YouTube Support Team,

I am writing to appeal the termination of my YouTube channel, "[Ayush Vlogs]", which is terminated. I understand that YouTube has strict community guidelines, and I sincerely apologize if any of my content violated these rules.
I believe the termination may have been a mistake, or perhaps I misunderstood certain guidelines. I have been a dedicated content creator on YouTube for many years, and my channel has been a significant part of my life. I have always strived to create content that is [ Vlogging : informative, entertaining, educational, etc.] and respectful of your community.

 Upon reviewing the Community Guidelines, I believe I may have misunderstood, "the guidelines regarding fair use of copyrighted material"]. I understand the importance of respecting copyright, and I am committed to ensuring all my future content complies fully with your policies.

 In the past I uploaded a video that I realized afterwards was against your guidelines. I immediately deleted the video, but it seems that it was too late.

I value my relationship with the YouTube community and I would be extremely grateful if you would reconsider the termination of my channel. I am confident that I can continue to create valuable content that adheres to your policies.

Thank you for your time and consideration.

Sincerely,
[AYUSH JAISWAL]
[ayushgupta640@gmail.com]
[https://www.youtube.com/AyushJaiswal12]

13.3.25

Holika Dahan 🔥

*होलिका की अग्नि में जलें सारे दुःख, और जीवन में आएँ रंग नए सुख। होलिका दहन की शुभकामनाएँ।* ✨🪷🌸🌼🙏🏼

...

🩵

7.3.25

Jagran ✨😊😍☺️❤️🧿🤩😍

Kavya ❤️🧿😊👑😍🪄✨☺️

Shadi aur Taiyariyan 😎

Yadi aapki bhi shadi hone wali hai to kuch bato ka jarur se jarur dhyan dijiyega..


👉 Shadi ke kuch mahine pahle se apne khane peene par dhyan dena hai.


👉 Nariyal pani ya juice har din lete rahna hai.


👉 Ghar mein koi kaam ho raha ho to shadi ke ek hafte pahle hi karwa lena hai.


👉Sari shopping 15 din pahle tak complete ho jaye.


👉Dulhe ka kapda aur si cheeje ek bag mein rakhna hai aur uspar marker se likh dena hai ki eske andar kya aur kiska kapda hai, sath hi sath deni leni ke kapdo par bhi naam hona chahiye.


👉 Cameraman, Dj, tent aur jitne log shadi mein book kiye jate hain..sabka number save karke rakh lena hai.


👉Ghar mein logo ke sone ke liye jagah taiyar karna aur saaf suthra gadda manga lena chahiye.


👉 Ek whatsapp broadcast list aur ek group bana lena hai..jisko shadi ke baad delete bhi kar dena hai.


👉Ghar ke jimmedar logo ko drink ke liye mana kar dena aur bol dena shadi ke baad jitna peena hoga..pee lenge.


👉Haldi aur mehndi ka stage accha rahe kyonki vahi main hai aur photos ko accha banata hai.


👉Dulhe ko shadi ke pahle din acchi neend jarur lena hai.


👉Jo log jisme expert hain..unko vahi kaam ki jimmedari dena hai.


👉 Khulle paise apne pass jarur rakhein.


👉 Koi kitna bhi apko kahe bahut jyada sweets nhi khane hai aur faltu ke cheeje bhi nahi khani hai.


👉 Shadi ke din ek baar sabko broadcast list se message dalna hai.


👉 Agar barat door jana hai to 1 baje nahane ke liye baith jana chahiye..aur 5 baje tak barat nikal dena chahiye.


👉 Marriage hall ya jahan bhi shadi ho rahi ho wahan pahuch kar thoda jalpan karke agwani nikal dena chahiye.


👉 9 se 10 baje tak dwar pooja ho jaye.


👉 10 se 1 baje tak jaimala aur photoshoot.


👉 1 baje ke baad aage ki rasm.


👉 Dulhe ko kisi baat ka load nhi lena hai, dulhe ke mitra logo ko dulhe ke dress aur si jaruraton ka dhyan rakhna hai.


👉 Yah ek vishesh din hota hai to bahut positive rahiye aur sabka aashirwad lijiye..bado ko samman dijiye apni wife ko respect..baki Bhole baba sab sambhal lenge.


https://www.instagram.com/ayush_jaiswal_12

4.3.25

🏠🏡🏡🏠🏡🏠🏡

✨🧿😊💕😊🙏

*शादी और जागरण अच्छे से संपन्न हुआ।* 😇🙏🏼

*आप लोगों के प्यार और आशीर्वाद के लिए हम जिंदगी भर ऋणी रहेंगे* ♥️🥺

*आप लोगों ने दिल से सहयोग करके पूरे कार्यक्रम में चार चांद लगा दिया।* 🤗🤗

*परिवार और रिश्ते ही जिंदगी हमें क्यों मिली है का अहसास दिलाते है।* 😍🥰

*किसी एक या कुछ लोगों की तारीफ करना यहां बेइमानी होगी क्योंकि सबका अपना अपना योगदान रहा।*😘

लेकिन *रवि भईया और सपना भाभी की दिल से तारीफ जरूर करनी चाहिए।* 🥺😘

पुनः आप सभी को हृदय की गहराइयों से धन्यवाद्! 😇🙏🏼

बहुत जल्द दुबारा इस तरह का माहौल हम सब *शिवम्* की शादी में बनायेंगे। 😎